Ek Machhar Sala Aadami Ko Hijada Bana Deta Hai

ek machhar ek machhar sala aadami ko hijda bana deta hai ek khatmal puri raat ko apaahij kar deta hai ek machhar sala aadami ko hijda bana deta hai subha ghar se niklo bhid ka ek hisa bano sham ko ghar jao, daru pio, bacche paida karo aur subha talak phir ek baar mar jao kyoki aatma aur andar ka insan mar chuka hai jine ke ghinone samjhote kar chuka hai sala ek machhar aadami ko hijda bana deta hai uchi dukan fika pakwan khadar ki langoti chandi ka pikdaan sau me se assi beiman phir bhi mera desh mahan topi lagaye machhar kahta hai desh ke logo me samta ki bhawna aa rahi hai isiliye to badi machhali chhoti ko kha rahi hai hamare chune huye kutte, hume hi katte hai humare hisse ki botiya aapas me batte hai amaan gand se bhari inki aawaj se nange raaste kaanpte hai kal mat aao mere pas rahne do mujhe akela ladne do mujhe apni ladayi kabhi na kabhi to jhut ka gala ghotegi sachayi lekin sala ek machhar aadami ko hijda bana deta hai
Back to Top